Replies: 22 - Views: 647
werfriendss (Practice Mode): Kya mai jan sakta hu ke hindu sanskriti ka pura dnyn mujhe kis kitab se mil sakta hai mujhe is vishay me badi abhiruchi hai
*01-04-07 - 02:31:10
wtpm (Banned! 4608 days 19 hr 45 Sec): Sunai bhai yah jo mani hindu dharm ki purani sanskriti ka baaray ma jo bataya hai who kesai ketab se nahai nahi likha hai.Een ma se kuch mujha malum tha aur kuch net se leaya hai.Lakin ma tabhi aap ka margh darshan joor karugha.Yehi batai aap ka ghar ka pas koai kapi-kitab ki dukhan hai agar tu aap ushka yaha jay aur kahai ki mujha bharat ki purani sanskriti ka bara ma janana hai to who aap ko eesha shambandith pustak dedega.
*01-04-07 - 12:01:14
werfriendss (Practice Mode): Waise mai mumbai me rehta hu aur mujhe yeh kitabe aaram se miljayengi lekin mujhe us kita ka particular naam chahiye tha isiliye maine aapse pucha
*02-04-07 - 01:16:43
wtpm (Banned! 4608 days 19 hr 45 Sec): Tum mumbai ma rahata ho.To main u.p. ma rahata ho.Aap ayashia kariya 'satyart prakash' pustak kharedea.Esma hindu dharm ki sari jankari de huai hai aur yaha kitab aap ko koshi dukano me prapt ho shakti hai.Vashi ma aap ko ak shalaha dena chata ho ki aap 'net' se prapat kara tu jada aacha hai.
*02-04-07 - 03:32:10